
Kho Na Du Main Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
This song is not currently available in your region.
Lyrics
Jab bhi main dekhtahu tumhe samne
Dil karta he Kehedu main sabh kuchh
Par pata nahi kyu lagta he Dar
Tumhe nahi khona chahta main sach muchh
Ab kuchh bacha hi nahi
Tu hi tu har jagah bas dikhti he mujhe
Tere bareme me kitna sochu
Tumse pyar karta hu kyu dikhta nahi tujhe
Mujhe teri he fikar
Kehena chahta hu magar
Lagta he dar mujhe ke
Kho na du main
Kho na du main
Bas tera hi zikr
Khoya rahu din bhar
Lagta he dar mujhe ke
Kho na du main
Kho na du main
Mujhe teri he fikar
Kehena chahta hu magar
Lagta he dar mujhe ke
Kho na du main
Kho na du main
Bas tera hi zikr
Khoya rahu din bhar
Lagta he dar mujhe ke
Kho na du main
Kho na du main
Ab bas tuhi dilme
Dekhna main shuru kiya pyar vali filme
Har ek scene me dikhe tu mujhe
Tere bare sochta hu pagal lagu main tujhe
Tu mujhe janti he tere bina main nahi
Pyar tubhi kartihe mujhe kahi na kahi
Par dono hi batane se darte he kyu
Tabhi bhi ek dusre pe marte he kyu
Tujhe pata nahi main bhi tere dil me
Ha mujhme khata nahi pyar karu tujhse
Tere liye pagal main dar lage khudse
Tabhi toh alag nahi hona chahta main tujhse
Mujhse kahi jana mat dur kahi
Mere liye tu tere liye main sahi
Dono sath he toh bacha ab kuchh nahi
Bacha ab kuchh nahi
Mujhe teri he fikar
Kehena chahta hu magar
Lagta he dar mujhe ke
Kho na du main
Kho na du main
Bas tera hi zikr
Khoya rahu din bhar
Lagta he dar mujhe ke
Kho na du main
Kho na du main
Mujhe teri he fikar
Kehena chahta hu magar
Lagta he dar mujhe ke
Kho na du main
Kho na du main
Bas tera hi zikr
Khoya rahu din bhar
Lagta he dar mujhe ke
Kho na du main
Kho na du main