Dam dam dam dam dhol baje by Sudhir Singha ss Lyrics
- Genre:Acoustic
- Year of Release:2022
Lyrics
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Ayi hai sherowali ayi hai mehrowali
Aaj dhoom machi sansar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Masti main jhumo nacho gaao
Maiyaji ke saath main
Maiyaji ke saath main
Aaj ka din agar nikal gaya to
Pachhtaoge baad main
Pachhtaoge baad main
Masti main jhumo nacho gaao
Maiyaji ke saath main
Aaj ka din agar nikal gaya to
Pachhtaoge baad main
Pachhtaoge baad main
Jo chahe mang ke dekho
Jo chahe mang ke dekho
Koi kami nahi bhandar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Raat chandni rut bhi suhani
Navrato ki raat hai
Navrato ki raat hai
Kaisa dar ab kaisi chinta
Maiya apne saath hai
Maiya apne saath hai
Raat chandni rut bhi suhani
Navrato ki raat hai
Kaisa dar ab kaisi chinta
Maiya apne saath hai
Maiya apne saath hai
Maiya ke darshan karne
Maiya ke darshan karne
Vijayraj bhi laga katar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Ayi hai sherowali ayi hai mehrowali
Aaj dhoom machi sansar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main
Dam dam dam dam dhol baje
Maiya ke darbar main