![Itna Kareeb Aa](https://source.boomplaymusic.com/group10/M00/07/25/c9dee2c3af564d3a90e2369e730ccd06_464_464.jpg)
Itna Kareeb Aa Lyrics
- Genre:Gospel
- Year of Release:2016
Lyrics
Teri dhadkano ko sun saku main
Itna kareeb aa, Itna kareeb aa
Tere haatho ko thaam kar chal saku main
Itna kareeb aa, Itna kareeb aa
Tere saanson ki khushboo mere mann mein bas jaaye
Itna kareeb aa, Itna kareeb aa
Itna kareeb aa, Itna kareeb aa
Itna kareeb aa…
Pyaasa Teri chahat mein... main Prabhu
Paau na rahat main Tujh bin Prabhu
Tere saanson ki khushboo mere mann mein bas jaaye
Itna kareeb aa, Itna kareeb aa
Itna kareeb aa, Itna kareeb aa
Itna kareeb aa…
Pyaasa Teri chahat mein... main Prabhu
Paau na rahat main Tujh bin Prabhu
Tera noor dikha, Teri aatma mein se chala
Itna kareeb aa, Itna kareeb aa
Itna kareeb aa