Taaray ft. Asfand Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2025
Lyrics
Hai dil mein lipti woh hasi
Ke nazneen hai ya pari haan
Dil mera phisal para ab
Dhoondta hoon har gali aur
Shayari mein bae-basi phir
Sochta hoon harr ghari ke
Muskurana chahta hoon
Saamnay woh jab khari
Toh kyun
Aasman mein saaray taaray
Phir bhi tu
Is zameen par din guzaaray
Kyun mein likh na paun lafz
Jin se raabtay hon farz
Jaanay kyun
Mein jaan doon
Sahara ab hai mil gaya
Bahara hai ye dil mera
Toh faaslay jo thay sameit loon
Thi anjuman ki jo chubhan
Sataati thi jo raat din
Kya thamm kar aik saans le hi loon
Toh kyun
Aasman mein saaray taaray
Phir bhi tu
Is zameen par din guzaaray
Keh
Likh na paun lafz
Jin se raabtay hon farz
Jaanay kyun
Kyun
Aasman mein saaray taaray
Phir bhi tu
Is zameen par din guzaaray
Ke sapnon ka hai dhaag ye
Aur do hi khwaab bunn saka mein hoon
Na jaanay kyun