
Reyt bhari hai Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2024
Lyrics
Ek hawa ka jhoka jaise rok lo na
Waqt kahi pe jaye kaise rok lo na
Reyt bhari hai rasto mein
Hum bhi wahi hai raste pe
Gir gira jaye toh ha tum akar
Haath pakar kar sahara dedey na
Baatein sadrko pe nahi hoti yaha pe
Albatha ye baat wohi jo nahi honi chahiye
Adab asool ye hai asolaan khamosh
Raho jab tak ye safar khatam na
Is ke bhi ache anjam hai kya baat hai
Khamoshi tum par jachti hai bemisal
Milgaye yahi ab wo jo bhi they
Barso se mere raabton mein
Waqt kahi pe jaye kaise rok lo na
Reyt bhari hai rasto mein
Hum bhi wahi hai raste pe
Gir gira jaye toh ha tum akar
Haath pakar kar sahara dedey na
Wo dekho wahi se shuru hai ye safar yun
Jaisa tum ko dekh raha hai
Wohi becho jo bik raha hai
Aaaa ahhaaa
Ek hawa ka jhoka jaise rok lo na
Waqt kahi pe jaye kaise rok lo na
Reyt bhari hai rasto mein
Hum bhi wahi hai raste pe
Gir gira jaye toh ha tum akar
Haath pakar kar sahara dedey na