
Mere Yar Ka Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2024
Lyrics
Shama jala ke tere saath chalon
Teri baat suno
Main apka hoon
Meri baat suno
Awaz suno
Aagaz suno
Ye shor suno
Moohal miley
Main baat karo
Meri baat suney
Aagaz ho naya pyar ka
Dil'dara ke ehsaas ka
Mere yar ka
Mere pyar ka
Mubarakan
Music
Main tum main khoya
Jo tum dekh lo
Pathar wafa kare
Jab pyar ke bich ho
Bani raho tum khwabon ke panno jesi
Jo banna kisi ki pyari si phool jaisi
Jab bhi tu pukara gi main aaoga Bola ke dekh
Jhoti is duniya mein tu dil tho laga ke dekh
Main saath tere dedo ga jitna bhi ho sakega
Main baat meri mano ga
Tu chahe toh aazma ke dekh
Main tey kar chuka hoon
Dulhan banana chahon
Main khas tera rahunga
Tu chahe toh aazma ke dekh
Main ghar walo ko bhejo ga
Tu ounko bitha ke dekh
Yaadon mein mujhko yaad rakh na
Khwabon mein mere sath reh na
Agar main Pathar tu pani jaisa banja
Shama jala ke tere saath chalon
Teri baat suno
Main apka hoon
Meri baat suno
Awaz suno
Aagaz suno
Ye shor suno
Moohal miley
Main baat karo
Meri baat suney
Aagaz ho naya pyar ka
Dil'dara ke ehsaas ka
Mere yar ka
Mere pyar ka
Mubarakan