
Teri meri baatein ft. Nihar khan Lyrics
- Genre:Soul
- Year of Release:2023
Lyrics
Yeh jo teri meri baati yuhi
Hoti jo thi wo kahan hai
Kabhi kabhi dekhe tu bhi
Sobhi tasveeri humaari
Fir vo lamhe yaad aate hain
Sari yaade sanglaate
Ek pal tu bhi yaad kare
Dil se hum jaate hain
Aakar baithe paas mere
Mere lamhe kaise kate
Tu poochegi bataenge
Tere bina kaise jeeye
Maine tujhe tujh se zyada yaad kiya
Kya farak padta
Agar izhar na kiya
Baati hoti hain
Mere dil me teri lagi tasveero se
Yaad aati hain
Har ek lamhe me haan wo saath hote hain
Yeh jo teri meri baati yuhi
Hoti jo thi wo kaha hain
Kabhi kabhi
Dekhe tu bhi
Sobhi tasveeri humaari
Waqt tarasal ruksa gaya hain
Jo baate na hui unse chupsa gaya hain
Waqt dekh kar likta hai tasveero ko tumhari
Kyu be wajah hi waqt ko andheka kiya gaya hain
Wo toota taara kahan gira to
Aakar mujh se pooch raha
Main soch rahi khayalon mein
Jo maanga tha tu na raha
Wo kahan gaya
Jo mera tha
Na aisa tha tu
Kaun hai mujhe bata
Kaisi baatein kaise lam hi
Kaisi mulakatein
Aate jaate baat kare
Sab kuch tu hi jaane