
Humse Pyar Karte Ho ft. Swaranshi Bhatnagar Lyrics
- Genre:World Music/Folklore
- Year of Release:2023
This song is not currently available in your region.
Lyrics
"Raato ko der tak jo intezaar karte ho,
Meri har baat pe iqraar karte ho,
Jhooth bhi bolu to aitbaar karte ho,
Tum keh kyun nahin dete,
Humse pyar karte ho*4
Milne ko mujhse hota hai paas tere, har ik din koi na koi bahana,
Maine padha hai aankhon mein teri, rukhsat jo hona to toot jana,
chhupate ho kyun tum apni mohabbat,
jataate nahi kyun, dilon ki ye chaahat,
dil he dil mein sanam, izhaar karte ho,
fiqr jaan-e-jaa meri baar baar karte ho,
jab bhi main poochhu to inkaar karte ho,
Tum keh kyun nahin dete, haan,
Humse pyar karte ho*4
beshumaar karte ho
jaan nisar karte ho
baar baar karte ho
mere yar karte ho
humse pyar karte ho
humse pyar karte ho"