Nazarandaaz Lyrics
- Genre:Hip Hop & Rap
- Year of Release:2023
Lyrics
Samay ke paar, khule aakash, mehfil hai shaandaar
Kare aagaaz, zeher awaz lagenge chaarchand
Mithi zuban se karenge waar launde ye chaalbaaz
Nazaraandaz mera jawab mujhe Nawaz maan

Lagta Sab khatam
Ab Likhne jo beitha shabd khatam
Jo zinda hum milte bas zakham
Behta jab ye rakht dikhte sapt rang
Haan maana tha jinko hum safar
Woh bhi toh kar gaye chal kapat
Toh shabdon karke apharan
Har doosra deta dard yahan jaise Harbhajan
Gaane kataksh, aankhon mein jankh dikhenge Karl Marx
Zindagi peripheral mein toh kaise rakhu mein dimaag shaant
Panchi aazad ab lenge udaan toh joomega aasman
Jo tujhe savare unhi ko nakar ye kaisi hai baghban
Samay ke paar, khule aakash, mehfil hai shaandaar
Kare aagaaz, zeher awaz lagenge chaarchand
Mithi zuban se karenge waar launde ye chaalbaaz
Nazaraandaz mera jawab mujhe Nawaz maan
Samay ke paar, khule aakash, mehfil hai shaandaar
Kare aagaaz, zeher awaz lagenge chaarchand
Mithi zuban se karenge waar launde ye chaalbaaz
Nazaraandaz mera jawab mujhe Nawaz maan
Logon ka pressure hai pascal
Deta gulaab jinhe reh jaate paas'skull
Toh likhne ko bacha sirf vyakaran
Ab baja sangeet toh joomega Harman
Tabhi toh saare rehte hai magan
Ab Kala se kare Jashan
Toh Khuda hi kare madad
Ab diya jinhone janam
Woh Sada rahega smaran
Toh kaise chukau ehsaan
Mein banke rahunga Shravan
Zindagi dhokadani ka sabak
Jo seekhe jaara ye jagaat
Toh hriday bana hai baraf
Paison se milte padak
Ye kaise banenge prabal
Jab Manushya paaye maran
Tab kala rahegi Anant
Ab jaana paar kabiliyat se kabhi nai hounga mein itne se khush
Barsenge bars Aaditya ke saath toh chayega indradhanush