
The Real Valentine Song Lyrics
- Genre:Pop
- Year of Release:2021
Lyrics
Q tora tunay dil mera
Kya itna sa bhi na socha
Kaisay guzray din
Teray bin
Kaisay guzray pal chin
Teray bin
Kya itna tha mai bura
Kya hona tha aur kya howa
Soraj ki kirnay jagi nahi teray bin
Ankhoon say taray totay nahi teray bin
Q tora tunay dil mera
Kya itna sa bhi na socha
Sansay tu hain lakin chalti nahi teray bin
Sab kuch hai phir bhi kuch bhi nahi teray bin
Q mur kay bhi dhekha na tha
Q itna tha tu bewafa
Tu bewafa, hai bewafa
Tu bewafa, hai bewafa
O bewafa
O bewafa