Aaj Ka Din ft. Shawn Milton & Shanon Milton Lyrics
- Genre:Gospel
- Year of Release:2022
Lyrics
Aaj ka din yahowa ne banaya hai
Hum is mein aanandit ho aanandit ho
Aaj ka din yahowa ne banaya hai
Hum is mein aanandit ho aanandit ho
Prabhu ko mahima mile
Chahe ho mera apmaan
Wo badhe main ghatu
Rahe usi ka dhyaan
Halleluyah
Aaj ka din yahowa ne banaya hai
Hum is mein aanandit ho aanandit ho
Stuti prashansa karein
Kyu na kuch hota rahe
Usko hum bhate rahe
Chahe jaha bhi rahe
Halleluyah
Aaj ka din yahowa ne banaya hai
Hum is mein aanandit ho aanandit ho
Aata hun tere paas
Mujhko hai tujhse aas
Mujhko kubool karle
Paapon se shudh karde
Halleluyah
Aaj ka din yahowa ne banaya hai
Hum is mein aanandit ho aanandit ho
Aaj ka din yahowa ne banaya hai
Hum is mein aanandit ho aanandit ho